Its Great Masjid.....Namaze Jummah :Only One jamaatJummah Namaz Time :1:45So Beautiful Masjid....
Needs to be renovated.
Worship
Mai 2010 se 2013 tak isi masjid ke madrasa mein padhta tha, yaar aaj bhi wo din bohot yaad aate hai, Yaha se bade imam MOHD. AMIN-UL-ISLAM, wo mere janabji the, wahi mujhe 4 saal padhaaye, mai unka ek assistant type ban gaya tha, kyunki mai topper tha madrasa ka, lekin mai ne beech mein hii madrasa chhodh diya tha, janabji ka 2 saal ka hadiyah aaj bhi baaki hai, isiliye aa nahi paata hu waha pe, lekin wo madrasa wale din aaj bhi bohot yaad aate hai, school se zyaada khushi madrasa mein padhke mili.💖