* ▪QAADRI FAIZ - IBAADAAT * 2⃣5⃣* ILDILON KE MEL KA ILAJ KAREIN *4* Mafhume Ahaadiis * Huzur ... sallallahu alayhi wa aalhi wasallam ... ne farmaya ...★ * Dilon ko bhi zang lag jata hai .. jayse paani se lohe (lokhand) ko lagta hai .. *★ Arz ki .. In ki safaai kaise hogi .. to .. Farmaya .. * Maut ko zyada yaad karne se aur Quraan ki tilaawat karne se. ** BAIHAQI SHARIF *4* QURAANI SURTON KA DAM KARNA *4 Hazrate Aaisha .. radiyallahu anha .. farmati hain k .. Aaqa .. alayhis-salaam .. har raat ko jab bistar par tashrif le jaate .. to ..★ * Sura-e Ikhlaas (qulhuwallah) Sure Falaq .. Sure Naas .. padh kar apne haathon par phunkte aur fir .. *★ * Jism k jis hissse tak ho sakta ** apne haath pherte .. *★ * Apne sare mubarak .. aur .. *★ * Chehre k saamne se shuru ** farmate .. aur .. *★ * Aysa 3 baar karte. ** BUKHAARI .. MUSLIM ** ZIYA UL HADIIS *4YE MSG SAVE KARO-FORWRD KARO