Maha ghatiya shop hai sirf farzi wada karta hai sirf aur kuch nai aata hai is shop ko aur to aur payment phele chahiye agar mil jay to uske baad customer sirf roye ga ki isko order kyu diye .. Na call recive nai kare ga na call back kare ga na msg ka reply dega na whats app pe bhi seen karta rahe ga koi reply nai dega. Mai to pacchta raha hu aap log nai galti kariye ga. Band kar do yar dukan isme ek star pe click karna jaruri tha warna iska rating -100 hai