Assalamu Alaikum Warahamatullahi WabarakatuhuEidgah ek peaceful place hai aur Eidgah & khabarastan do ek hi jagah hai. Masha Allah eid ki namaz pure dhone k log k saat saat azu bazu villages k log b eid ki namaz k liye Eidgah aatey hai. Eidgah ka maintenance Eidgah Masjid k committee maintain karti hai.
Masha Allah