Jai Mata di.Yah bahut purana mandir hai.Aas paas ke chetra me ye Sabse bada Mata Rani Ji ka Mandir hai.Yanha har sal Mela ka aayojan kiya jata hai.Or is din badi Dur dur se log Mata Rani Ji ke drashn karne ke liye aate Hain.Yanha 56 bhog ka bhi aayojan kiya jata hai.Yah madir achhneras or arday ke madhya me sthit hai.Yah har time bhakti aana Jana Laga rahata hai.Jai Mata Rani ki.Mr. Santosh Sharma